Free Web Site - Free Web Space and Site Hosting - Web Hosting - Internet Store and Ecommerce Solution Provider - High Speed Internet
Search the Web

Sai in my Heart

Sai Kripa Sai Photos Sai in My Heart What's New Favorite Links Guest Book Blog Background of Shri Sai Baba Sabka Maalik Ek

Om Sai Ram

This is a great place to give more details about Sai Baba, and to be closer to Sai Baba & share his experience with his devotees.  I could also include a list of any of my favorite sites about Sai Baba.

Jai Sai Ram

Shirdi Sai Baba helps Always.. in All Ways..

" How my prayers answered by Shri Sai Baba "

Maine toh mangi thi wazah muskurane ki
Baba ne di sabhi khushiyaan jamane ki

Maine toh manga thoda pyar tha baba se
Baba ne sara jahaan hi de diya

Mai dhundha karti thi unklo yaha waha
Baba ne khud hi mujhse khudko milwa diya

Maine toh manga ek sahara tha baba se
Baba ne apna hath meri aur bada diya

Mai toh anjaan thi kripa se unki
Baba ne khud hi mujhe apna jalwa dikha diya

Maine toh puchha rasta tha baba se
Baba ne mujhe meri manjil se mila diya

Mai toh khoi hui thi khyalo me ab tak
Baba ne darsh dekar mujhko jaga diya

Maine toh puchha tha pata manjil ka
Baba ne mujhe apna chahera dikha diya

Maine toh mangi thi bas ek hi mannat
Baba ne mujhe Jannat ( Shirdi ) bula liya

Maine toh manga sachcha rishta tha baba se
Baba ne mujhe apni beti hi bana liya

Maine toh manga do ghunt paani tha
Baba ne mujhe charnamrit pila diya

Mai jab karne gai unse shikwa
Baba ne shukriya kah kar mera ahnkaar mita diya

Maine jab chaha shukriya karna unka
Baba ne mujhse shardha saburi maang liya...

Thank You Babaji
Thank a Lot !!!!!!!!!!!!!!!!